Msn Names Hindi Mp3 Songs MSN Display Pictures
 » Shayari
 » Menu
 » Mailing list
Subscribe to our mailing list, and be informed about updates.
Email:


   Chatrooms
Text Based Room (simple)


Click here for Java (Advance) version

Shayari
1. Yahan tu yaad bhi unki bhula saky na koi
woh kon log hain jo tark e ishq kartay hain

2. Main kahan tek teri yadoon ke taqub main rahoon..
Main jo ghum hoon to mera pata ley tu bhi....
Main ne ik ummer ke khawaboon ko tere naam kiya....
Apney ahsaas ko ker merey hawaley tu bhi

3. Teri aashqi ne is dil ko awara banaa diya,
aasmaan ki hawa ko dhool bana diya,
teri khafa nazron ne,teri bewafi ne
Bahaar ke gulaab ko, pattjhar ka phool bana diya

4. Aa gayee yaad, shaam dhalte hee,
Bujh gayaa dil, chirag jalte hee,

Khul gaye saharo-gum ke darvaaze,
Ek zaraa see hawaa ke chalte hee,

Koun tha tu, ke phir na dekha tujhe,
Mit gayaa khwab, aankh milate hee

5. Dhuaan banaa ke, fiza me urra diya mujhko,
me jal rahaa tha, kisi ne bujha diyaa mujhko,

Mein ek zarra bulandi ko chhoone nikla tha,
hawaa me thaam ke zamin par giraa diyaa mujhko,

6. badla wafa ka deingay bari saadgi say
tum hum say rooth jao gay aur hum zindagi say

7. maine dariya se seekhi hai paani ki pardadari,
upar upar hanste rehna aur gehrai mein ro lena

8. khwab mertay nahi!!
khwab dil hain! na ankhain! na shamain!!
kay raiza raiza hoay tow bikhar jaingay!!!!
jism ki mot say yeh bhi mer jaingay!!!!
khwab tow roshni hain:) nawa hain!! hawa hain!!
jo kalay paharo say ruktay nahi:)..khwaab!!!..mertay nahi!!!!

[ Back To shayeri ]

For lots of more shayari visit our forum.

 » Advertisement
 » Mailing List
Subscribe to our mailing list, and be informed about updates.
Email:
 
   Chatrooms
Text Based Room (simple)


Click here for Java (Advance) version

: